Skip to content

Kab Yaad Mein (Faiz Ahmed Faiz)

Popularity ยท Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Kab Yaad Mein Tera Saath Nahi, Kab HaathMein Tera Haath Nahi Kab Yaad Mein Tera Saath Nahi, Kab HaathMein Tera Haath Nahi Sad Shukar key Apni Raato Mein, Ab Hijar Ki Koi Raat Nahi Kab Yaad Mein Tera Saath Nahi, Kab HaathMein Tera Haath Nahi Sad Shukar key Apni Raato Mein, Ab Hijar Ki Koi Raat Nahi Kab Yaad Mein Tera Saath Nahi, Kab HaathMein Tera Haath Nahi Mushkil Hai Agar Halaat Waha, Dil Baich Ayein Jaan De Ayein Mushkil Hai Agar Halaat Waha, Dil Baich Ayein Jaan De Ayein Dil Walo Koocha-e-Jaana Mein, Kia Aisey Bhi Halaat Nahi Kab Yaad Mein Tera Saath Nahi, Kab HaathMein Tera Haath Nahi Kab Yaad Mein Tera Saath Nahi, Jis Dhaj Se Koi Maqtal Mein Gia, Woh ShaanSalamat Rehti Hai Jis Dhaj Se Koi Maqtal Mein Gia, Woh ShaanSalamat Rehti Hai Yeh Jaan To Aani Jaani Hai, Iss Jaan Ki To Koi Baat Nahi Kab Yaad Mein Tera Saath Nahi, Kab HaathMein Tera Haath Nahi Kab Yaad Mein Tera Saath Nahi, Maidaan-e-Wafa Darbaar Nahi, Yaha Naam Nasab Ki Pooch Kaha Maidaan-e-Wafa Darbaar Nahi, Yaha Naam Nasab Ki Pooch Kaha Ashiq To Kisi Ka Naam Nahi, Kuch Ishq Ki Zaat Nahi Kab Yaad Mein Tera Saath Nahi, Kab HaathMein Tera Haath Nahi Kab Yaad Mein Tera Saath Nahi, Yeh Baazi Ishq Ki Baazi Hai Jo Chahye Laga Do Darr Kaisa Yeh Baazi Ishq Ki Baazi Hai Jo Chahye Laga Do Darr Kaisa Gar Jeet Gaye To Kia Kehna, Haarey Bhi To Baazi Maat Nahi Kab Yaad Mein Tera Saath Nahi, Kab HaathMein Tera Haath Nahi Kab Yaad Mein Tera Saath Nahi, Mushkil Hai Agar Halaat Waha Dil Baich Ayein Jaan De Ayein Dil Walo Koocha-e-Jaana Mein Kia Aisey Bhi Halaat Nahi Kab Yaad Mein Tera Saath Nahi Kab Haath Mein Tera Haath Nahi Sad Shukar key Apni Raato Mein Ab Hijar Ki Koi Raat Nahi Kab Yaad Mein Tera Saath Nahi Kab Haath Mein Tera Haath Nahi Kab Yaad Mein Tera Saath Nahi Kab Haath Mein Tera Haath Nahi