Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Khayaal
Prateeksha Srivastava
,
Abhijeet Srivastava
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ungliyaan sambhal ke rakhna, kholna jab tu khidkiyaan ye
Tokunga main kaise? Bhulegi jab tu Hindi gintiyaan re
Jag-jag ke dhoondha karun tujhko meri raaton mein
Hans -hans ke aansuon ka aana teri aankhon mein
Thak kar ke sar ko chhupana wo meri baahon mein
Dooriyaan-dooriyaan kaisi ye jinme hain din bhi lage jaise saal hain
Duniyaan-duniyaan meri tu meri hai, rakhna tu apna khyaal ve
Nazrein churane, neendein na aane pe tera aake yun haule se hatheli thamna
Mere sirhane baitho sunane fir se apne saare-saare din ki dastaan
Jag-jag ke dhoondha karun tujhko meri raaton mein
Yun hi uljhata phirun khud ko teri yaadon mein
Katte hain din bhi, sabhi raat tere khwabon mein
Dooriyaan-dooriyaan kaisi ye jinme hain din bhi lage jaise saal hain
Duniyaan-duniyaan meri tu meri hai, rakhna tu apna khyaal ve
Ik tere layi main taan mangaan duawaan, mangaan duawaan
Mangaan duawaan main bas tere layi
Main taan mangaan duawaan, mangaan duawaan
Mangaan duawaan main bas tere layi
Main taan mangaan duawaan, mangaan duawaan
Mangaan duawaan main bas tere layi
Main taan mangaan duawaan, mangaan duawaan
Mangaan duawaan main bas tere layi, main taan