Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Teri Yaad... Yaad... Yaad
Song, Ghulam Ali
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tadap ye ishq ki dil se kabhi nahiin jaati
Ki jaan deke bhi deewaangi nahiin jaati
Na jaane kaun si duniya hai wo, mere Rabba
Jahaan se laut ke koi sada nahiin aati
Ho, ishq mein to har cheez mit jaati hai
Beqaraari banke hamein tadpaati hai
Yaad, yaad, yaad, bas yaad rah jaati hai

Ishq mein to har cheez mit jaati hai
Ishq mein to har cheez mit jaati hai
Beqaraari banke hamein tadpaati hai
Beqarari banke hamein tadpaati hai, haaye
Yaad, yaad, yaad, bas yaad rah jaati hai
Yaad, yaad, yaad, bas yaad rah jaati hai
Ho, teri yaad
Ho, teri yaad
Ho, teri yaad, yaad

ย
Karke tanha ye zindagaani, tu gai chhod ke kahaani
Ab ye aansu piya na jaaye, bin tere ab jiya na jaaye
Dard se toot'ti meri saansein, zakhm dil ka siya na jaaye

Aaja, aaja, meri wafa tujhe bulaati hai
Aaja, aaja, meri wafa tujhe bulaati hai
Yaad, yaad, yaad, bas yaad rah jaati hai
Yaad, yaad, yaad, bas yaad rah jaati hai
Ho, teri yaad
Ho, teri yaad, yaad
Yaad, yaad, yaad, bas yaad rah jaati hai
Yaad, yaad, yaad, bas yaad rah jaati hai
ย
Yaad mein, dekho, bana hai ye haseen Taj Mahal
Yaad mein koi likhe shaam-o-sahar shokh ghazal

Dil ke dariya mein khilta hai khwaabon ka kanwal
Yaad aate hain hamesha wo guzre huye pal
Tu nahiin hai, teri yaadein mujhe sataati hain
Tu nahiin hai, teri yaadein mujhe sataati hain, haaye
Yaad, yaad, yaad, bas yaad rah jaati hai
Yaad, yaad, yaad, bas yaad rah jaati hai
Ishq mein to har cheez mit jaati hai
Beqaraari banke hamein tadpaati hai
Ishq mein to har cheez mit jaati hai
Beqaraari banke hamein tadpaati hai, haaye
Yaad, yaad, yaad, bas yaad rah jaati hai
Yaad, yaad, yaad, bas yaad rah jaati hai
Ho, teri yaad
Ho teri yaad, yaad