Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Meri Jaan Tu Khafa Hai to Kya Hua
Mohammed Rafi
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
O, meri jaan
Meri jaan, too khafaa hai to kya hua
Ye sitam, ye ada hai to kya hua
Main to bas ek deewaanaa hoon
Husn waale to khuda se bhee ruuth jaathe hain
Husn waale to khuda se bhee ruuth jaathe hain
Ye husn kee hai aadat puraanee
Tadpe mohabbat, tarase javanee
Honton pe shikave, aankhon mein paani
Hum aashiqon kee hai ye nishaani
O, meri jaan, too khafaa hai to kya hua
Ye sitam, ye ada hai to kya hua
Main to bas ek deewaanaa hoon
Husn waale to khuda se bhee ruuth jaathe hain
Husn waale to khuda se bhee ruuth jaathe hain
Main door jaaoon to paas aanaa
Main paas aaoon to door jaanaa
Nazaren jhuka ke haay, nazaren churaanaa
Kithna haseen hain tera bahaana
O, meri jaan, too khafaa hai to kya hua
Ye sitam, ye ada hai to kya hua
Main to bas ek deewaanaa hoon
Husn waale to khuda se bhee ruuth jaathe hain
Husn waale to khuda se bhee ruuth jaathe hain