Skip to content

Ek Ladki Ko Dekha

1942 - A Love Story
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Ho ek ladki ko dekha to aisa laga Ek ladki ko dekha to aisa laga Jaise khilta gulaab Jaise shaayar ka khwaab Jaise ujli kiran Jaise van mein hiran Jaise chaandni raat Jaise naghme ki baat Jaise mandir mein ho ek jalta diya Ho ek ladki ko dekha to aisa laga Ho ek ladki ko dekha to aisa laga Ek ladki ko dekha to aisa laga Jaise subahon ka roop Jaise sardi ki dhoop Jaise veena ki taan Jaise rangon ki jaan Jaise balkhaaye bel Jaise lehron ka khel Jaise khushboo liye aaye thandi hava Ho ek ladki ko dekha to aisa laga Ho ek ladki ko dekha to aisa laga Ek ladki ko dekha to aisa laga Jaise naachta mor Jaise resham ki dor Jaise pariyon ka raag Jaise sangdal ki aag Jaise sola sighaar Jaise rasti fuhaar Jaise aahista aahista badhta nasha Ho ek ladki ko dekha to aisa laga .