Skip to content

Jaoon Kahan Bata - Chhoti Bahen

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

O jaane waale Ho sake to laut ke aanaa O jaane waale Ho sake to laut ke aanaa (mukesh bhaiya aur main) (donon sahagal bhakt the) (unki aawaaj mein kayi baar) (sahagal sahab ka andaaj nazar aathaa tha) (unke gale mein itana sosh tha) (ki unhone jo bhee geet gaaya) (vo sunane waalon ke dilon mein bas gaya) (hamaari mulaakaat ke pehle din se ankhri din tak) (vo the mukesh bhaiya aur main thi choti bahan) Duniyaa badee hai sangdil Chaandanee aayi ghar jalaane Sujhe naa koyi manzil Ban ke toote yahaan, aarajoo ke mahal Ye jameen-aasamaan bhee gae hain badal Kehtee hai jindagi, is jahaan se nikal Kehtee hai jindagi, is jahaan se nikal Duniyaa badee hai sangdil Chaandanee aayi ghar jalaane Sujhe naa koyi manzil Hae, is baar to aansuon kee dagar Jaane us paar kya ho, kise hain khabar? Thokaren kha rahee, har katam par nazar Thokaren kha rahee, har katam par nazar Duniyaa badee hai sangdil Chaandanee aayi ghar jalaane Sujhe naa koyi manzil