Skip to content

Gawara

Abdul Hannan feat. Shahmeer Raza Khan
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Maujoodgi teri Dhoondti hi rehti hai har pal rooh meri Sahaara jo tera Paanay ko dil ye tarasta hai mera Tanha ye mann ghabraaye Milna tu kyun na chaahay Gawaara ye nahi yaara Gawaara ye nahi yaara Sahaara jo nahi tera Gawaara ye nahi yaara It's been a while you know Chehra jo tera hai dekha hi nahi Kyun na ye samjhay Mehdood tum tak jo meri har khushi Doori sahi na jaaye Paas mere kyun na aaye Gawaara ye nahi yaara Gawaara ye nahi yaara Sahaara jo nahi tera Gawaara ye nahi yaara Gawaara ye nahi yaara Gawaara ye nahi yaara Sahaara jo nahi tera Gawaara ye nahi yaara