Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Andaaz-e-Guftagoo
Chand Tara Orchestra
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Har ek baat pe kahte ho tum ki tu kya hai

Tumhiin kaho ki ye andaaz-e-guftugu kya hai

Ragon men daudte phirne ke ham nahiin qaail

Jab aankh hi se na tapka to phir lahu kya hai
Jab aankh hi se na tapka to phir lahu kya hai
Tumhiin kaho ki ye andaaz-e-guftugu kya hai
Tumhiin kaho ki ye andaaz-e-guftugu kya hai
Jala hai jism jahaan, dil bhi jal gaya hoga
Kuredte ho jo ab raakh, justuju kya hai
Kuredte ho jo ab raakh, justuju kya hai
Tumhiin kaho ki ye andaaz-e-guftugu kya hai
Tumhiin kaho ki ye andaaz-e-guftugu kya hai
Hua hai shah ka musaahib, phire hai itraata

Vagarna shahr men 'ghaalib' ki aabru kya hai