Skip to content

Sort Hai

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Pet Bharke Meal Mere Plate Pe 7 Figure Deal Mere Cheque Pe 8 Figure Views Apne Gaano Pe Lakh Metre Durr Khada Hate Se Koi Nahi Discount Apne Rate Pe Break Fail Chale Full Power Race Pe Tera Bhai Idhar Treble Pe Bhari Hai Leke Aandhi Hum Bhale Aaye Late Se Time Lage Khaas Chizo Ko Banne Mein Kaafi Playlist Pe Apni Hi Chalti Hai Abb Chahiye Kabza Pure Desh Pe Phir chahiye Kabza Har Ekk Desh Pe Mere Bhai Log Hai Sath Bhaitha Masti Mein Kuch Kar Rahe The Ched Apni Naav Mein Aur Unhe Chod Aaye Hum Ussi Kashti Me Bhale Shuru Se Haraami Karte Manmaani Par Har Ekk Kaand Me Ekk Class Tha Ginti Ke Do Teen Hi Cheez Kiye Aur Har Ekk Kaam Me Ye Bhai Tera Khaas Tha Dimaag Aisi Cheez Mere Bhai Istemaal Sahi Toh Dikhaade Andhe Ko Bhi Raasta Raat Ko Mein Kill Karta Beats Aur Subah 3-4 Rappers Roz Mera Naasta Goals Itne Bade Unme Bars Nahi Hai Jeetne Se Aate Idhar Baaz Nahi Hai Koshish Ke Chakkar Me Haara Tohh Main Boht Parr Ekk Bhi Nahi Haar Jispe Naaz Nahi Hai Sangeet Mere Saath Hai Rokde Koyi Kiski Aukad Hai Leta Mein Kisika Ehsaan Nahi Mere Sar Pe Khud Apna Hi Haath Hai Scene Apna Sort Hai Beat Pe Jabb Aaye Tabhi Maut Hai Kaafi Kuch Lena Aur Kaafi Kuch Dena Par Jo Bhi Paas Apne Boht Hai Scene Apna Sort Hai Beat Pe Jabb Aaye Tabhi Maut Hai Kaafi Kuch Lena Aur Kaafi Kuch Dena Par Jo Bhi Paas Apne Boht Hai Khade Hum Apne Badaulat Abb Chahiye Fam, Power, Daulat Abb Karna Kuch Boht Hi Bada Jo Upar Wale Ne Di Mohlat Tere Gaano Se Bas Thodi Boht Hype Bane Apne Gaane Sune Log Bole Life Bane Graduated First Class Boys Tera Favourite Rapper Suna Laga Pehla Din Hai Cypher Mein Awaaz Suno Jigar Inka Khaali Lage Ye Apna Naam Lete Bhi Tohh Gaali Lage Reels Mehh Tohh Chal Reh Hai Gaane Par Kaam Aisa Blue Tick Leke Bhi Yehh Jaali Lage Jeb Mein Hai Gandhi Kare Jo Jabaan Di Likhe Jabb Shanti Release Pe Hai Aandhi Sunte Abb Uncle Aur Aunty Bhi Chahiye Mujhe Platinum Jeet Chuke Chandi Abb Bas Jitna Hai Bhai Passion Ke Chakkar Me Zindagi Mein Boht Haara Kaafi Kuch Public Ke Samne Aur Maal Apne Studio Me Pada Bhi Hai Boht Saara Logg Puche Bhai Kaise Likhta Tu Lyrics Boht Sahi AUr Flow Bhi Hai Boht Aala Mene Bola Pata Nahi Bhai Yeah!! Scene Apna Sort Hai Beat Pe Jabb Aaye Tabhi Maut Hai Kaafi Kuch Lena Aur Kaafi Kuch Dena Par Jo Bhi Paas Apne Boht Hai Scene Apna Sort Hai Beat Pe Jabb Aaye Tabhi Maut Hai Kaafi Kuch Lena Aur Kaafi Kuch Dena Par Jo Bhi Paas Apne Boht Hai