Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tu Kal Chala Jayega
Manhar Udhas
,
Mohammed Aziz
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tere jaane kee khushii aur di la udhaas hai
Door hum hue to kya, dil to dil ke paas hain
Too kal chalaa jaaegaa to main kya karunga?

Too yaad bahut aayega...
Too yaad bahut aayega to main kya karunga?
Too kal bichhad jaaegaa to main kya karunga?

Too mujko bhool jaaegaa to main kya karunga?
Too kal chalaa jaaegaa...
Teri yaad ko kaheen door chhod aaoon main

Is qadar pilaa muje tujko bhool jaaoon main

...tujko bhool jaaoon main
Hosh magar aayega to main kya karunga?
Are, hosh magar aayega to main kya karunga?
Too yaad bahut aayega to main kya karunga?
Too kal chalaa jaaegaa...
Tere jesaa kaun hai aur kiskaa naam loon?

Laa main isi baath par aur ek jam loon
Laa main isi baath par aur ek jam loon
...aur ek jam loon
Jam chhalak jaaegaa to main kya karunga?
Jam chhalak jaaegaa to main kya karunga?
Too mujko bhool jaaegaa to main kya karunga?
Too kal chalaa jaaegaa...
Bhool jaanaa too muje, zindagi sanvaarana

Yaad naa karnaa muje, hans ke din guzaarana

...hans ke din guzaarana
Tera gam rulayegaa to main kya karunga?
Are, tera gam rulayegaa to main kya karunga?