Skip to content

Tere Bina

Bismil
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Tere bina jiya laage na Tere bina jiya laage na Furkat mein har dam Aankhein yeh hain numm Doori sahi yeh jaaye na Ab kaise main jiyun Kaise yeh ghamm likhun Mujhko samajh mein aaye na Tere bina jiya laage na haan Tere bina jiya laage na Subah to aati nahi Tujhko leke kabhi Bas main raahein hi takoon Yaadon mein din yeh dhale Kaise na dil yeh jale Ab main to aahein hi bharoon Palkon pe thehri yeh raatein Hothon pe chup si baatein Yeh ankahi bhi sun zara Dil mera shor machaye Manzar koyi na aaye Tere bina ab oh saathiya Tere bina jiya laage na haan Tere bina jiya laage na Laage na Laage na Laage na