Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Sun bhi ja
Dhi Harmony
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tere, saath mai tere
Khoya, khoya mai saara
Har pal, aankhe mere
Tujhko, dhundta rehta
Kya se kya ye hua
Kaise humko ye na pata
Dil ye teri khabar
Punchhe jaane kitni daafa
Tujhko kya hi pata
Tere bin soona saara sama
Chaahu main toh yahi
Tu mere rehja paas yaha
Sun bhi ja, Ho o, Sun bhi ja
Mai ruka, Tu Paas aa
Sun bhi ja, Ho o, Sun bhi ja
Mai ruka, Tu Paas aa
Dil se meri khata
Jaane kya hua
Rehta mujhme nahi
Tujhmein ghumshuda
Tera aisa asar
Mujhpe yun hua
Khush main rehta magar
Kyun ye jaanu na
Kya se kya ye hua
Kaise humko ye na pata
Dil ye teri khabar
Punchhe jaane kitni daafa
Tujhko kya hi pata
Tere bin soona saara sama
Chaahu main toh yahi
Tu mere rehja paas yaha
Sun bhi ja, Ho o, Sun bhi ja
Mai ruka, Tu Paas aa
Sun bhi ja, Ho o, Sun bhi ja
Mai ruka, Tu Paas aa