Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Har Funn Maula (From "Koi Jaane Na")
Vishal Dadlani
,
Tanishk Bagchi
,
Zahrah S Khan
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Haadason Ke Is Shehar Mein
Aaj Koyi Aayega
Khol Dega Raaz Ya Phir
Raaz Khud Ban Jayega
Raat Ki Aaghosh Mein
Yeh Raaz Rehne Deejiye
Keejiyega Kal Khulasa
Aaj Rehne Deejiye
🎵
Hai Koyi Parwana Yahan
Jo Jaan Pe Apni Khelega
🎵
Hai Koyi Parwana Yahan
Jo Jaan Pe Apni Khelega
Aashiqui Mein Hoke Fanaa
Baanhon Mein Shama Ko Le Lega
Itni Haseenon Pe
Kitni Dafa Yeh Dola
Phir Bhi Fakeeron Ka
Pehne Huye Hai Chola
Itar Ki Sheeshi Hai
Jahan Bhi Khul Jaaye
Hawa Mein Ghul Jaaye
Dil Jogira Har Funn Maula
🎵
Aaye To Kayi Karne Idhar
Dil-e-bekarar Ki Dawa
Shab Se Shehar Hote Hi Magar
Baari Baari Saare Ho Gaye Hawa
Aaye To Kayi Karne Idhar
Dil-e-bekarar Ki Dawa
Shab Se Shehar Hote Hi Magar
Baari Baari Saare Ho Gaye Hawa
Shab Ke Andhere Mein
Jannat Dikhane Wala
Main To Savere Bhi
Dil Na Dukhane Wala
Ke Meri Baahon Mein
Raat Jo Guzre Woh
Umra Bhar Jaisi Hai
Dil Jogira Har Funn Maula
🎵
Har Funn Maula