Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Khulla Asmaan
KK
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Cheen le, chura le khushiyon ko aaj tu mana le
Chhu le khwahishon ko jeene ka aaj tu maja le
Waqt ne ki hai meherbaani (oh, oh, ho)
Zindagi se ab kar le manmaani
Zara khul ke tu ji le yahaan
Khula aasmaan (khula aasmaan) beparwaah sama
Udna hai, humko to udna hai
Khula aasmaan (khula aasmaan) beparwaah sama (beparwaah sama)
Udna hai, humko to udna hai (udna hai, aa)
(Khula aasmaan)
(Khula aasmaan, ho)
Paas mere aaja, main chahun kuch tujhe batana
Mere paas hi hai khoya hua tera khajana
Tujhe dena hai moj saari (woh, woh, woh)
Kar le mere sang ab tu yaari
Milke hum rolein, hans le zara
Khula aasmaan (khula aasmaan) beparwaah sama
Udna hai, humko to udna hai
Khula aasmaan (khula aasmaan) beparwaah sama
Udna hai, humko to udna hai
(Udna hai)
(Udna hai)
Waqt ne ki hai meherbaani (oh, oh, ho)
Zindagi se ab kar le manmaani
Zara khul ke tu ji le yahaan
Khula aasmaan (khula aasmaan) beparwaah sama
Udna hai, humko to udna hai
Khula aasmaan (khula aasmaan) beparwaah sama (beparwaah sama)
Udna hai, humko to udna hai (udna hai)
(Khula aasmaan)
(Khula aasmaan, ho...)