Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Eyy Bidda Ye Mera Adda
Nakash Aziz
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ye mera shahar, ye meri dagar
Sar pe ye akaash mera hai ghar
Haan, main hee galat, haan, main hee sahee
Main hee faisalaa hoon, main hee khaataa bahi
Aisa hai kaun yahaan mujse jo jeet sake?
Hai koyi jo to vo main hoon
Mujse badaa koyi hai is jahaan mein agar
Vo koyi bhee kal ka main hoon
Hey, moonchhon pe dhar rahe, haath mein kulhaad rahe
Yuddh kee pukaar rahe, karthaa naa samjhauta
ఏయ్ బిడ్డ, ye mera adda
ఏయ్ బిడ్డ, ye mera adda
ఏయ్ బిడ్డ, ye mera adda
(లే లే తగ్గేదేలే)
Are, ఏయ్ బిడ్డ, ye mera adda
(లే లే తగ్గేదేలే)
Main nadi mein tuje phenkungaa
Main machhlee pe lautunga
(barchaa phenk maarunga)
Main jhande sa laharuunga
(tuje mittee mein, bachchu, milaa doon agar)
Main keemati khanij ban ke mittee se mil jaaoongaa
ఏయ్ బిడ్డ, ye mera adda
ఏయ్ బిడ్డ, ye mera adda
ఏయ్ బిడ్డ, ye mera adda
(లే లే తగ్గేదేలే)
Are, ఏయ్ బిడ్డ, ye mera adda
(లే లే తగ్గేదేలే)
Hey, kaun hai too? kaun hai too?
Ek faulad sa main hoon, tap ke talwaar ban jaaoon
Hey, kaun hai too? kaun hai too?
Mittee-mittee bhee main hoon, muje ronda to eent ban jaaoon
(Hey, kaun hai too? kaun hai too?) ek chattan sa main hoon
Muje toda to toote hue pathar se bhaghavaan ban jaaoon
ఏయ్ బిడ్డ, ye mera adda
ఏయ్ బిడ్డ, ye mera adda
ఏయ్ బిడ్డ, ye mera adda
(లే లే తగ్గేదేలే)
Are, ఏయ్ బిడ్డ, ye mera adda
(లే లే తగ్గేదేలే)