Goyake Chunanche Kiya Maine Pyar
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Goya ke chunanche
Goya ke chunanche
Goya ke chunanche
Goya ke chunanche
Ho, nachein gayein jhoom ke
Aa goya ke chunanche
Nachein gayein jhoom ke
Aa goya ke chunanche, ho
Goya ke chunanche
Goya ke chunanche
Kitna pyaara geet hai
Ye goya ke chunanche
Kitna pyaara geet hai
Ye goya ke chunanche, ho
Goya ke chunanche
Goya ke chunanche
Kiya maine pyaar
Yun to kai baar
Dil ka sauda tujh se
Pehli baar kiya
Kiya maine pyaar
Yun to kai baar
Dil ka sauda tujh se
Pehli baar kiya
Andhera kho gaya
Sawera ho gaya
Main teri ho gayi
Too mera ho gayaa
Ban gayi meri zindagi
Bas goya ke chunanche Hoo
Goya ke chunanche
Goya ke chunanche
Wow wow wawawoow
Wow wow wawawoow
Lab pe teraa naam
Dil mein teri yaad
Aankhon mein teri
Tasveer basi
Lab pe teraa naam
Dil mein teri yaad
Aankhon mein teri
Tasveer basi
Ye dil kyun ho gayaa
Deewana kya kahun
Deewane dil ka main
Fasaana kya kahun
Mujh ko apna hosh nahi
Bas goya ke chunanche hooo
Goya ke chunanche
Goya ke chunanche
Aashiq us ka naam
Haath jo le thaam
Duniya chhode yar
Yaari naa tode
Aashiq us ka naam
Haath jo le thaam
Duniya chhode yaar
Yaari naa tode
Khushi ke din hon ya
Ghamon ki shaam ho
Usi ki yaad ho
Usi ka naam ho
Sau baaton ki ek baat
Ye goya ke chunchache
Naachein gaayein jhoom ke
Aa goya ke chunanche
Ho
Goya ke chunanche
Goya ke chunanche
Goya ke chunanche
Goya ke chunanche
La la la lalala
Ha ha haa Haaa