Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Raat Jawaan Hai
OAFF
,
Nikhita Gandhi
,
Ginny Diwan
,
Savera
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Chhodo puraani baatein
Woh din, woh raatein jaane do na
Kholo woh dil ke dhaage jo uljhe saare
Baitho zara
Abhi toh raat jawaan hai
Jo tu aur main hain saath-saath
Abhi toh raat jawaan hai
Jo tu aur main hain saath-saath
Mere yaar, mere yaar
Bin soche keh jaate hain dil mein hota hai jo bhi
Baatein jo na khud se ki, karte hum tumse woh bhi
Bin soche keh jaate hain dil mein hota hai jo bhi
Baatein jo na khud se ki, karte hum tumse woh bhi
Roko yeh pal yahin ke
Jahan khushi yeh rahe barqaraar
Abhi toh raat jawaan hai
Jo tu aur main hain saath-saath
Abhi toh raat jawaan hai
Jo tu aur main hain saath-saath
Mere yaar, mere yaar