Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Koi Na Koi Chahiye
Vinod Rathod & Chorus
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Koi na koi chaahiye pyaar karne waala
Koi na koi chaahiye pyaar karne waala
Koi na koi chaahiye. Hum pe marne waala
Dil-o-jaan lutaayenge
Hum toh usi par
Saath mein bitaayenge
Shyaam-o-saher
Shyaam-o-saher o mere yaara
Koi na koi chaahiye pyaar karne waala (Pyaar karne waala)
Pyaar karne waala
Koi na koi chaahiye hum pe marne waala (Hum pe marne waala)
Hum pe marne waala
Us chaand ke tukde ko
Seene se lagaa loonga
Us reshmi mukhde ko
Aankhon mein chhupaa loonga (Repeat once)
Deewana mujhsa na milega usko
Is zameen se leke saare aasmaan tak
Koi na koi chaahiye pyaar karne waala
Koi na koi chaahiye. Hum pe marne waala (Hum pe marne waala)
Hum pe marne waala
Na meri koi manzil
Na mera hai thikaana
Maine to yaaron sikha
Kaanton se dil lagaana (Repeat once)
Ulfat ka main deewana hoon
Duniya se main begaana
Baahon mein aasmaan hai
Kadmon mein hai zamaana
Koi na koi chaahiye pyaar karne waala
Koi na koi chaahiye. Hum pe marne waala
Dil-o-jaan lutaayenge
Hum to usi par
Saath mein bitaayenge
Shyaam-o-saher
Shyaam-o-saher o mere yaara
Koi na koi chaahiye pyaar karne waala
Koi na koi chaahiye hum pe marne waala (Hum pe marne waala)