Skip to content

Tu Saath Hai

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Ho isse pehle ki tu jaan le meri Baatein hai kuch tu maan le meri Teri yaadon ki leher hai saamne meri Kardiya mushkil ab jaan ne meri Tera pyaar hai is dil mein toh aisi halat hai Tu sath hai Toh aur kya cha Teri baatein karneki ki isko chahat hai buri Tere aage rukne ki iski aadat hai buri Teri zikar karneki iski laalach hai buri Mera kehna maane na yeh aafat hai buri Tera naam ho zubaan pe toh aisi halat hai Tu sath hai Toh aur kya chahiye Pucha yeh sabne Kaise hua yeh Maine kaha mera naseeb hai Pana tha aasaan Rakhna hai mushkil Isme bhi hoti tarqeeb hai Khush hu tera sath hai Ek aakhri baat hai Yeh gana hai likha teri yaad mein Behtar hai zindagi Tera gar sath hai Teri hai chahat is awaaz mein Tu sath hai Toh aur kya chahiye