Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aaya Woh Yaar
Jaedee
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aaya woh yaar
Aaya woh yaar
Aaya woh yaar
Aaya woh yaar
Ek pal ke liye
Hum dono
Phir saath hai
Teesre ki na
Ho baat
Chaar log
Kya kahenge
Yeh Paanchve
Ko sochne do
Chah mahine
Baad
Milne aaye hai
Hum
Saat samandar paar
Milne saat samandar paar
Aaya woh yaar
Milne aaya woh yaar
Aaya woh yaar
Milne aaya woh yaar
Saath samandar paar
Milne aaya woh
Aanth ghante baad
Phir meri flight hai
Nauve aasamaan pe
Tanhaayi ki height hai
Dasve mahine ki
Ekgyarah se
Tera mera rishta purana
Usi din toh hua tha
Tera mera zindagi
Mein aana
Jo tera zaroori hai jaana
Jo tera zaroori hai jaana
Jaate jaate sun le jaane jaana
Jaate jaate sun le jaane jaana
Kal baarah baje jab
Din mein
Tab coffee pe
Aajana
Do baatein shaadi ki
Tum mujhse
Kar jaana
Main rakhunga
Ek ring
Tumhare liye
Tum bas dil deke
Chali jaana
Ek pal ke liye
Hum dono
Phir saath hai
Teesre ki na
Ho baat
Chaar log
Kya kahenge
Yeh Paanchve
Ko sochne do
Chah mahine
Baad
Milne aaye hai
Hum