Hum To Mohabbat Karega 1
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Hum to mohabbat karega
Hum to mohabbat
Hum to mohabbat karega
Hum to mohabbat
Jab se dekha tumko, ae jaadugar haseen
Uss din se to yeh dil kahin lagta hi nahi
Tab se haal kya hai, kahoon kya
Dil hai deewana tumhara
Karta bhi kya, haaye, bechara?
Dil hai deewana tumhara
Oh, jab se dekha tumko, ae jaadugar haseen
Tab se mera bhi dil lagta nahi kahin
Uss din se na poochho hua kya
Dil hai deewana tumhara
Karta bhi kya, haaye, bechara?
Dil hai deewana tumhara
Hum to mohabbat karega
Hum to mohabbat
Hum to mohabbat karega
Hum to mohabbat
Hum to mohabbat karega
Hum to mohabbat
Hum to mohabbat karega
Hum to mohabbat
Milte hi yahan to abhi se
Halchal badhi hai, jalta hai seena
Oh, haath laga ke zara dekho
Kaisa mujhe bhi aaye paseena
Hey, milte hi yahan to abhi se
Halchal badhi hai, jalta hai seena
Haan, haath laga ke zara dekho
Kaisa mujhe bhi aaye paseena
Bura haal donon ka, yaara
Dil hai deewana tumhara
Karta bhi kya, haaye, bechara?
Dil hai deewana tumhara
Hum to mohabbat karega
Hum to mohabbat
Hum to mohabbat karega
Hum to mohabbat
Ho, rahi jo yahi beqaraari
Anjaam aage jaane kya hoga
Abhi sambhaala tha jigar ko
Ke aisa dhadka yeh dil ke, tauba
Oh, rahi jo yahi beqaraari
Anjaam aage jaane kya hoga
Abhi sambhaala tha jigar ko
Ke aisa dhadka yeh dil ke, tauba
Dikhne laga din mein taara
Dil hai deewana tumhara
Karta bhi kya, haaye, bechara?
Dil hai deewana tumhara
Hum to mohabbat karega
Hum to mohabbat
Hum to mohabbat karega
Hum to mohabbat
Jab se dekha tumko, ae jaadugar haseen
Uss din se to yeh dil kahin lagta hi nahi
Tab se haal kya hai, kahoon kya
Dil hai deewana tumhara
Karta bhi kya, haaye, bechara?
Dil hai deewana tumhara
Hum to mohabbat karega
Hum to mohabbat
Hum to mohabbat karega
Hum to mohabbat