Skip to content

Aei Rasool-E-Amin

Popularity ยท Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Be Khabar Tu Jauhar-i Aa'inah Ayyaam Hai Tu Zamaane Mai Khuda Ka Aakhri Paigham Hai. . .!!! Ae Rasul-e-Amin, Khaatamal Mursaleen Tujh Sa Ko'i Nahi, Tujh Sa Ko'i Nahi Hai Aqeedah Yeh Apna Ba-Sidq Wa Yaqeen Tujh Sa Ko'i Nahi, Tujh Sa Ko'i Nahi Ae Rasul-e-Amin, Khaatamal Mursaleen Tujh Sa Ko'i Nahi, Tujh Sa Ko'i Nahi Hai Aqeedah Yeh Apna Ba-Sidq Wa Yaqeen Tujh Sa Ko'i Nahi, Tujh Sa Ko'i Nahi Ae Rasul-e-Amin, Khaatamal Mursaleen Bazm-e-Kaunain Pehle Sajaa'i Gayi Phir Teri Zaat Manzar Pai Laayi Gayi Sayyad al-Awwaleen, Sayyad al-Aakhireen Tujh Sa Ko'i Nahi, Tujh Sa Ko'i Nahi Sayyad al-Awwaleen, Sayyad al-Aakhireen Mustafa, Mujtaba, Teri Madh O Sana Mere Bas Mai Nahi, Dastaras Mai Nahi Dil Ko Himmat Nahi, Lab Ko Yaara Nahi Tujh Sa Ko'i Nahi, Tujh Sa Ko'i Nahi Mustafa, Mujtaba, Teri Madh O Sana Dil Ko Himmat Nahi, Lab Ko Yaara Nahi Ae Rasul-e-Amin, Tujh Sa Ko'i Nahi Dast-e-Qudrat Ne Aisa Banaaya Tujhe Jumla Awsaaf Sai Khud Sajaaya Tujhe Ae Azal Ke Haseen, Ae Abad Ke Haseen Dhoondhti Hai Tujhe Meri Jaan-e-Hazeen Tera Sikkah Rawa Kul Jahan Mai Huwa Is Zameen Mai Huwa, Aasmaan Mai Huwa Kya Arab Kya Ajam Sab Hai Zair-e-Nagin Taubah Taubah Nahi, Ko'i Tujh Sa Nahi Ae Rasul-e-Amin, Khaatamal Mursaleen Tujh Sa Ko'i Nahi, Tujh Sa Ko'i Nahi Hai Aqeedah Yeh Apna Ba-Sidq Wa Yaqeen Tujh Sa Ko'i Nahi, Tujh Sa Ko'i Nahi Ae Rasul-e-Amin, Khaatamal Mursaleen. . .!!!