Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Sachi Yeh Kahani Hai
Udit Narayan
,
Vijayata Pandit
,
Amit Kumar
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Doston, ab aap jo sunege
Yeh gaana hi nahi, ek kahani bhi hai
Haan, sacchi kahani
Ek don ki kahani
Sacchi yeh kahani hai, sun lo, meri jaan
Kahin ek seher mein tha ek nau jawan
Saccha, seedha-saadha sa, pyaara insaan
Kya kahoon, woh bana kaise don, kaise don
Sacchi yeh kahani hai, (sun lo, meri jaan)
Kahin ek seher mein (tha ek nau jawan)
Saccha, seedha-saadha sa, (pyaara insaan)
Kya kahoon, woh bana kaise don, kaise don
Rozi ke liye jahan-jahan jaata woh
Thokar hi sada wahan-wahan pata woh
Rozi ke liye jahan-jahan jaata woh
Thokar hi sada wahan-wahan pata woh
Par woh jawan tha, iraade ka jawan
Chhod diya aakhir sharifo ka jahan
Par woh jawan tha iraade ka jawan
Chhod diya aakhir sharifo ka jahan
Jis din se woh don ban gaya
Darne lage log, aisa tofan ban gaya
Aur kya kahuun mein
Sara jahan tha uske kadmo mein
Yun toh jo bhi chaaha woh mila
Par dil ka gul na khila
Dil ki khushi toh milti jo
Pyaar use karta yeh jahan, yeh jahan
Sacchi yeh kahani hai, sun lo, meri jaan
Kahin ek seher mein tha ek nau jawan
Saccha, seedha-saadha sa, pyaara insaan
Kya kahoon, woh bana kaise don (don, don, don, don), kaise don
Aage kya kahuun uski kahaniyaan
Jali hain sada aison ki jawaniyaan
Aage kya kahuun uski kahaniyaan
Jali hain sada aison ki jawaniyaan
Apno ne bhi to na kiya usse pyar
Roothi rahi sada mohabaat ki bahaar
Apno ne bhi to na kiya usse pyar
Roothi rahi sada mohabaat ki bahaar
Logon mein aata jab kabhi
Hasta-hasaata jab kabhi
Dekne waale ko hota tha
Us hasi pe rone ka gumaan, ka guman
Sacchi yeh kahani hai, (sun lo, meri jaan)
Kahin ek seher mein (tha ek nau jawan)
Saccha, seedha-saadha sa, (pyaara insaan)
Kya kahoon, woh bana kaise don (don, don, don), kaise don
Don, don, don (kaise don)
Don, don, don (kaise don)