Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Darling
Vishal Bhardwaj
Popularity ยท Moderate
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hey darling... aankhon se aankhen chaar karne do,
Darling aankhon se aankhein chaar karne do,
Darling aankhon se aankhen chaar karne do,
Roko na roko na mujhko pyaar karne do,
Darling aankhon se aankhen chaar karne do,
Roko na roko na mujhko pyaar karne do,
Bekaif hai bahara, bechain jaane yara,
Bulbulon ko abhi intezaar karne do,
Darling aankhon se aankhen chaar karne do,
Darling, sorry tujhe Sunday ke din, zehmat hui,
Darling, milna tera fazle khuda, rehmat hui,
Darling, sorry tujhe aate hue, zehmat hui,
Darling, milna tera fazle khuda, rehmat hui, rehmat hui,
Hey darling, khadim ko dil par toh ikhteyar karne do,
Darling aankhon se aankhein chaar karne do,
Roko na roko na mujhko pyaar karne do,
Darling, chhodo zara, sharmane ka, yeh qaayda,
Darling, hairat bhi hai, ghairat bhi hai, kya fyada,
Darling, chhodo zara, sharmane ka, yeh qaayda,
Darling, hairat bhi hai, ghairat bhi hai, kya fyada, kya fyada,
Darling, public mein sansani ek baar karne do,
Darling aankhon se aankhen chaar karne do,
Roko na roko na mujhko pyaar karne do,
Bekaif hai bahara, bechain jaane yaara,
Bulbulon ko abhi intezaar karne do,
Darling aankhon se aankhen chaar karne do,
Darling aankhon se aankhen chaar karne do, darling,
ย