Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Bheegi Bheegi Baatein
Neeti Mohan
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ghum ho gaya dil ye mera
Kaise bataun kiska hua
Shaamon mein tu subah mein tu
Ishq ka dekho ye silsila
Tere bin na maane mera ye jiya
Is kya hua tu hi samjhana
Tere bin suni suni raat hai
Tanha hui aankhen behlana
Bheegi bheegi baatein karne laga hun
Dheere dheere aage bhadne laga hun
Hole hole tera hone laga hun
Khaamosh teri aankhen ye bole
Chhupke se mujhe baahon mein bharle
Ab jab mili hai jaane na dunga main
Khwaabon mein mere tu hi basa hai
Tujhse judaa hai har waasta
Tu lazmi hai dil ki zameen pe
Teri khushi mein sara jahaan
Mera jo haal hai tera bhi ye hubahu
Kya kahu o jaane jaana
Dil kha kho gya tera hi ho gaya
Kya karu o jaane jaana
Tere bin na maane mera ye jiya
Is kya hua tu hi samjhana
Tere bin suni suni raat hai
Tanha hui aankhen behlana
Bheegi bheegi baatein karne laga hun
Dheere dheere aage bhadne laga hun
Hole hole tera hone laga hun
Khaamosh teri aankhen ye bole
Chhupke se mujhe baahon mein bharle
Ab jab mili hai jaane na dunga main
Ghum ho gaya dil ye mera
Kaise bataun tera hua
Shaamon mein tu subah mein tu
Ishq ka dekho ye silsila
Tere bin na maane mera ye jiya
Is kya hua tu hi samjhana
Khwahishein dheere se gunguna rahi
Haaye na na mud ke na jaana
ย