Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Mere Saathiya
Lata Mangeshkar
,
Abhijeet
Popularity · Low
+
Javanese · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Mere saathiya, mere saath chal
Aisa na ho, kahin kuch ho jaaye
Raste mein tu kahin kho jaaye
Toh main kya karungi?
Mere saathiya, mere saath chal
Aisa na ho, kahin kuch ho jaaye
Raste mein tu kahin kho jaaye
Toh main kya karunga?
Mere saathiya, mere saath chal
Andekhe hain yeh sapne
Anjaani hain yeh raahein
Isi liye toh kehta hoon
Tu thaam le meri baahein
Andekhe hain yeh sapne
Anjaani hain yeh raahein
Isi liye toh kehta hoon
Tu thaam le meri baahein
Pyaar ke kachche dhaage se
Tumne mujhko baandh liya
Oh, mere saathiya
Mere saathiya, mere saath chal
Aisa na ho, kahin kuch ho jaaye
Raste mein tu kahin kho jaaye
Toh main kya karungi?
Mere saathiya, mere saath chal
Iss pyaar ke lambe raste mein
Mod hazaaron aate hain
Kabhi-kabhi in modon pe
Log bichhad bhi jaate hain
Iss anjaane darr se, haaye
Dhak-dhak dhadke mera jiya
Oh, mere saathiya
Mere saathiya, mere saath chal
Aisa na ho, kahin kuch ho jaaye
Raste mein tu kahin kho jaaye
Toh main kya karungi?
Mere saathiya, mere saath chal
Main kho jaaun toh kya ho?
Bas phir main bhi kho jaaun
Yeh ho jaaye toh kya ho?
Main deewana ho jaaun
Main kho jaaun toh kya ho?
Bas phir main bhi kho jaaun
Yeh ho jaaye toh kya ho?
Main deewana ho jaaun
Teri inhin baaton ne
Dil mera toh jeet liya
Oh, mere saathiya
Mere saathiya, mere saath chal
Aisa na ho, kahin kuch ho jaaye
Raste mein tu kahin kho jaaye
Toh main kya karungi?
Toh main kya karunga?
Mere saathiya, mere saath chal
Mere saathiya, mere saath chal
Mere saathiya, mere saath chal