Skip to content

Jaane Na

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Nazron ki aapka hai shukriya Dil pe lagi ye seedha ban gya ishqiya Hichkiya aati hongi karta rehta yaad mein Sober se drunk bna aakhein nashili whiskeyaan Wish kiya hoga na jaane maine bhi khwaab mein Jo tera jaisa panna aa gya meri kitaab mein Ab chapters itne likhu ki bhul jaun hisaab main Parchai bhi teri meri raaton ka aaftab hai Nayaab hai mujhe lagta sach na Nazrein buri logon ki jaana thoda bachna Laga dun tika kaala ya dedu main kaala chasmah Rang chahe koi bhi sab tujh pe jachta Dar tha pehle kho gya sab hi Poochte yaar dost kya ho gya sab theek Haal-e-dil kya btau khoge shabd hi Ye manzar aisa yahi tham jaaye waqt hi Ho jaane na aaj kal kyu khoya mann mera Ho jaane na aaj kal na lagta jee mera I just want YOU I know you want me too Let's not pretend Like we are not in love I just want YOU Kayde gye samjh se paar mere Hay ye smile teri jaan legi jaan legi Jaan leti mujhko ya jaanti thi already Mile the kabhi ya pichle janam ki baat hogi Maanta nhi janmo mein mile sab karmo se Naa jaane kaise mulakaat apni ye plan hogi Frankly bolu to ladka waise sakht hai Par mile tujhse to heart beat hi ye flat hogi Sair hoti rehti badalo ki ab har pal Hoor ya pari ye sapna lagta ab tak Bair na pade to boori karta na harkat Tu rooth jo gayi to choor ho jaayegi kismat Taaka jhaaki bohot ab izhaar hai Ye gaana nhi shabdo mein kiya ikraar hai Laga samay kaafi poori hui ye muraad hai Na Ex main kisi ka bus tera XR hai Ho jaane na aaj kal kyu khoya mann mera Ho jaane na aaj kal na lagta jee mera I just want YOU I know you want me too Let's not pretend Like we are not in love I just want YOU