Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Pag Ghunghroo Baandh
Bappi Lahiri
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Lo, karlo baat
Are, babuji, aisi English aave that I can leave angrej behind
You see, sir, I can talk English, I can walk English, I can laugh English
Because English is a very funny language
Bhairon become Byron, and Byron become Bhairon
Because they mind the very narrow
ย
Hmm, hey, hey, hey
Buzurgon ne...
Buzurgon ne farmaaya ke pairon pe apne khade hoke dikhlaao
Fir ye zamaana tumhaara hai
Zamaane ke sur-taal ke saath chalte chale jaao
Fir har taraana tumhara, fasaana tumhara hai
Are, to lo bhaiya, hum apne pairon ke upar khade ho gaye
Aur mila li hai taal, dabaa lega daanton tale ungaliyaan-liyaan
Ye jahaan dekh kar, dekh kar apni chaal (waah-waah, waah-waah)
Dhanwaad
Hmm, ke pag ghunghroon...
Ke pag ghunghroon baandh Meera naachi thi
ย
Ke pag ghunghroon baandh Meera naachi thi
Aur hum naache bin ghunghroon ke
Ke pag ghunghroon baandh Meera naachi thi
Vo teer bhala kis kaam hai
Jo teer nishaane se chuke, chuke, chuke re
Ke pag ghunghroon...
Pag ghunghroon baandh Meera naachi thi
Pag ghunghroon baandh Meera naachi thi
Naachi thi, naachi thi, naachi thi, haan
Ke pag ghunghroon baandh Meera naachi thi
ย
Sa-sa-sa, ga-ga-re-re-sa, ni-ni-ni, sa-sa-sa
(Sa-sa-sa, ga-ga-re-re-sa, ni-ni-ni, sa-sa-sa)
Sa-sa-sa, ga-ga-re-re-sa, ni-ni-ni, sa-sa-sa
Ga-ga-ga, pa-pa-ma-ma-ga, re-re-re, ga-ga-ga
(Ga-ga-ga, pa-pa-ma-ma-ga, re-re-re, ga-ga-ga)
Pa-ni-sa (pa-ni-sa), pa-ni-sa (pa-ni-sa)
Ma-pa-ni (ma-pa-ni), ma-pa-ni (ma-pa-ni)
Re-re-re-re-re-re-re-re, re-ga-re-ga-re-ga-re-ga-re-ga
Pa-pa-pa-pa, pa-ma-ga-re-dha-ni-dha-pa
Sa-ni-sa-ga, sa-ni-sa-ga, sa-ni-sa-ga, sa-ni-sa-ga
Sa-dha-ni-sa, sa-dha-ni-sa, sa-dha-ni-sa-sa
Pa-ma-pa-ma, ga-ma-ga-re-ga-re, sa-ga-sa-re
Sa-re-sa-ga, re-ga-re-ga-re-ma, ga-ma-ga-ma-pa-ma
Pa-ma-ga-re, sa-ni-dha-pa-sa
Pa-ma-ga-re, sa-ni-dha-pa-sa
Pa-ma-ga-re, sa-ni-dha-pa-sa
ย
Aap andar se kuchh aur, baahar se kuchh aur nazar aate hai
Ba-khuda, shakl se to chor nazar aate hai
Umr guzari hai saari chori mein
Saare sukh-chain band jurm ki tijori mein
Aapka to lagta hai bas yahi sapna
"Ram-Ram" japna, paraaya maal apna
Aapka to lagta hai bas yahi sapna
"Ram-Ram" japna, paraaya maal apna
Watan ka khaaya namak to namak halaal bano
Farz-imaan ki zinda yahaan misaal bano
Paraaya dhan, paraayi naar pe nazar mat daalo
Buri aadat hai ye, aadat abhi badal daalo
Kyuki
Ye aadat to vo aag hai jo
Ek din apna ghar phoonke, phoonke, phoonke re
Ke pag ghunghroon...
Pag ghunghroon baandh Meera naachi thi
Pag ghunghroon baandh Meera naachi thi
Naachi thi, naachi thi, naachi thi, haan
Ke pag ghunghroon baandh Meera naachi thi
ย
(Dance, dance, dance)
(Dance, dance, dance)
ย
You're my little love, little-little love
(Yeah, yeah-yeah-yeah, yeah-yeah-yeah-yeah)
You're my little love, little-little love
(Yeah, yeah-yeah-yeah, yeah-yeah-yeah-yeah)
ย
Mausam-e-ishq mein machle huye armaan hai hum
Dil ko lagta hai ke do jism, ek jaan hai hum
Aisa lagta hai to lagne mein kuchh buraayi nahi
Dil ye kehta hai, aap apni hai, paraayi nahi
Sangemarmar ki, haaye, koi murat ho tum
Badi dilkash, badi khoobsurat ho tum
Dil dil se milne ka koi muhurat ho
Pyaase dilon ki zarurat ho tum
Dil cheer ke dikhla du main, dil mein yahi surat hasi
Kya aapko lagta nahi hum hain mile pehle kahi?
Kya des hai, kya jaat hai, kya umr hai, kya naam hai
Are, chhodiye, in baaton se humko bhala kya kaam hai
Aji, suniye to
Hum aap mile to fir ho shuru
Afsaanein Laila-Majnu, Laila-Majnu ke
Ke pag ghunghroon baandh Meera naachi thi
Aur hum naache bin ghunghroon ke
Ke pag ghunghroon baandh Meera naachi thi
(Ke pag ghunghroon baandh Meera naachi thi)
(Ke pag ghunghroon baandh Meera naachi thi)
(Ke pag ghunghroon baandh Meera naachi thi)
(Yeah, yeah, yeah-yeah)
(Pag ghunghroon baandh Meera naachi thi)
(Yeah, yeah, yeah-yeah)
(Pag ghunghroon baandh Meera naachi thi)
ย
(Chumma-chumma)
ย