Skip to content

Zindagi Ko Bina Pyaar (From "Haan... Maine Bhi Pyaar Kiya")

Popularity ยท Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Hey hey hey, hey hey hey hey hey hey Aa ha ha ha aa, hey hey hey hey Hey hey hey, hey hey hey hey hey hey Aa ha ha ha aa, hey hey hey hey Zindagi ko bina pyaar koi kaise guzaare Mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaare Zindagi ko bina pyaar koi kaise guzaare Mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaare Aate hai zameen par kabhi yeh chaand sitaare Aate hai zameen par kabhi yeh chaand sitaare Mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaare Zindagi ko bina pyaar koi kaise guzaare Aa ha ha aa ha ha ha, aa ha ha ha, aa ha ha ha O ho ho ho ho ho ho ho ho, badi baat hai pyaare Mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaare Is umr mein ban jaayegi koi to kahaani, ho Tanha nahin kat ti hai yeh madhosh jawaani Koi naya dilbar chuno, kitni haseen raat hai Chupke koi dhadkan suno, keh do jo dil mein baat hai Milte hai naseebon se yeh baahon ke sahaare Milte hai naseebon se yeh baahon ke sahaare Mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaare Zindagi ko bina pyaar koi kaise guzaare Ho oh oh oh, oh oh oh, aa ha ha ha Ban jaao kisi ke, kisi ko apna bana lo, ho ho Palkon ke jharokon mein koi sapna saja lo Yaadon mein tum khoye raho saare jahan ko bhoolke Zulfon tale soye raho bheege labon ko choomke Nazron mein basa lo sabhi rangeen nazaarein Nazron mein basa lo sabhi rangeen nazaarein Mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaare Aate hai zameen par kabhi yeh chaand sitaare Aate hai zameen par kabhi yeh chaand sitaare Mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaare Zindagi ko bina pyaar koi kaise guzaare Hey hey hey, hey hey hey hey hey hey Hey hey hey hey hey, hey hey hey hey hey hey