Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Leke Pahla Pahla Pyar
Asha Bhosle
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Leke pehlaa-pehlaa pyaar
Bhar ke aankhon mein khumaar
Jaadoo nagari se aayaa hai koyi jaadugar

Uski deewaanii hae kahoon kaise ho gayi
Jaadugar chalaa gaya main to yahaan kho gayi
Uski deewaanii hae kahoon kaise ho gayi
Jaadugar chalaa gaya main to yahaan kho gayi
Naina jaise hue chaar
Gaya dil ka qaraar
Jaadoo nagari se aayaa hai koyi jaadugar
Leke pehlaa-pehlaa pyaar
Bhar ke aankhon mein khumaar
Jaadoo nagari se aayaa hai koyi jaadugar
Leke pehlaa-pehlaa pyaar
Tumne to dekha hoga usko sitaron
Aao zaraa mere sang mil ke pukaaro
Tumne to dekha hoga usko sitaron
Aao zaraa mere sang mil ke pukaaro
Donon ho ke beqaraar
Dhoondhe tujko mera pyaar
Jaadoo nagari se aayaa hai koyi jaadugar
Leke pehlaa-pehlaa pyaar
Bhar ke aankhon mein khumaar
Jaadoo nagari se aayaa hai koyi jaadugar
Leke pehlaa-pehlaa pyaar
Jab se lagaaya tere pyaar ka kaajal
Kaali-kaali birahaa kee ratiyaan hain bekal
Jab se lagaaya tere pyaar ka kaajal
Kaali-kaali birahaa kee ratiyaan hain bekal
Aaja man ke shringaar
Kare bindiya pukaar
Jaadoo nagari se aayaa hai koyi jaadugar
Leke pehlaa-pehlaa pyaar
Bhar ke aankhon mein khumaar
Jaadoo nagari se aayaa hai koyi jaadugar
Leke pehlaa-pehlaa pyaar
Mukhde pe daale hue zulfon kee badali
Chali balkhaati kahaan ruk jaa o pagali
Mukhde pe daale hue zulfon kee badali
Chali balkhaati kahaan ruk jaa o pagali
Nainon waali tere dwaar
Le ke sapane hazaar
Jaadoo nagari se aayaa hai koyi jaadugar
Leke pehlaa-pehlaa pyaar
Bhar ke aankhon mein khumaar
Jaadoo nagari se aayaa hai koyi jaadugar
Leke pehlaa-pehlaa pyaar
Chaahe koyi chamake jee chaahe koyi barase
Bachanaa hai mushkil piya jaadugar se
Chaahe koyi chamake jee chaahe koyi barase
Bachanaa hai mushkil piya jaadugar se
Degaa aisa mantra maar
Akhir hogee teri haar
Jaadoo nagari se aayaa hai koyi jaadugar
Leke pehlaa-pehlaa pyaar
Bhar ke aankhon mein khumaar
Jaadoo nagari se aayaa hai koyi jaadugar
Leke pehlaa-pehlaa pyaar
Sun-sun baathen teri gori muskaai re
Aayi-aayi dekho-dekho aayi hansee aayi re
Sun-sun baathen teri gori muskaai re
Aayi-aayi dekho-dekho aayi hansee aayi re
Khele honton pe bahaar
Nikalaa gusse se bhee pyaar