Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Taarifein
Raval, Darshan
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ho na aisa koi din, na aisi koi raat
Na aisa koi khwaab, na koi jazbaat
Jismein na tu, oh, jaan-e-nazar, ho mere saath
Tu savera hai mera, dhaloon main tere saath
Teri zulfon mein saari kaayenaat
Tu abr-e-siyaah se ho barsi jaise barsaat
Main chaahe sau-sau baari kahoon
Tujhe dil ki zubaaniyaan
Phir bhi yeh kam mujhko lagein
Taarifein teri, jaaniya
Main chaahe sau-sau baari kahoon
Tujhe dil ki zubaaniyaan
Phir bhi yeh kam mujhko lagein
Taarifein teri, jaaniya
Tu qisson mein hai mere
Tu hisson mein hai mere
Yoon mujh mein hai tu ghul gayi
Nazar jo aaye tu kahin
Nazar na jaaye phir kahin
Tu hai itni haseen
Duniya ne sau-sau baari kaha mujhe
Maine nahi maaniyaan
Dil aakhir ho hi gaya
Yeh tera, dil-jaaniya
Main chaahe sau-sau baari kahoon
Tujhe dil ki zubaaniyaan
Phir bhi yeh kam mujhko lagein
Taarifein teri, jaaniya