Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Rahul Dev Burman
Popularity · High
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana, sanam
Badal ke meri tum zindgaani
Kahin badal naa jaana, sanam
Ho, le liya dil, o, haay, mera dil
Haay, dil lekar mujko naa bahlana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana, sanam
Badal ke meri tum zindgaani
Kahin badal naa jaana, sanam
Bahaar ban ke aaoon kabhi tumhaari duniya mein
Guzar naa jaayein ye din kahin isi tamanna mein
Bahaar ban ke aaoon kabhi tumhaari duniya mein
Guzar naa jaayein ye din kahin isi tamanna mein
Tum mere ho, ho, tum mere ho
Aaj tum itna waada karte jaana
Churaa liya...
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana, sanam
Badal ke meri tum zindgaani
Kahin badal naa jaana, sanam
Ho, sajaaunga lut kar bhi tere badan ki daali ko
Lahu jigar ka dunga haseen labon ki laali ko
Sajaaunga lut kar bhi tere badan ki daali ko
Lahu jigar ka dunga haseen labon ki laali ko
Hai wafa kya is jahaan ko
Ek din dikhla dunga main deewana
Churaa liya...
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana, sanam
Badal ke meri tum zindgaani
Kahin badal naa jaana, sanam
Le liya dil, haay, mera dil
Haay, dil lekar mujko naa bahlana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana, sanam