Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Chheen Lenge Tumhe
Krrishna Sharma
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Chheen lenge tumhein zamaane se
Chheen lenge tumhein zamaane se
Kab talak yoon milein bahaane se?
Chheen lenge tumhein zamaane se
Ek-na-ek din toh raaz khulna hai
Ek-na-ek din...
Ek-na-ek din toh raaz khulna hai
Ishq chhupta nahin chhupane se
Ishq chhupta nahin chhupane se
Kab talak yoon milein bahaane se?
Chheen lenge tumhein zamaane se
Tum pe qurbaan ho bhi jaayenge toh
Tum pe qurbaan...
Gham nahin hoga mar bhi jaane se
Gham nahin hoga mar bhi jaane se
Kab talak yoon milein bahaane se?
Chheen lenge tumhein zamaane se
Hum na chookenge, hai tumhari qasam
Hum na chookenge...
Hum na chookenge, hai tumhari qasam
Jaan ki baazi bhi lagaane se
Jaan ki baazi bhi lagaane se
Kab talak yoon milein bahaane se?
Chheen lenge tumhein zamaane se