Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ranjish Hi Sahi (Best Of Mehdi Hassan) - (Raag.Fm)
Mehdi Hassan (Raag.Fm)
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ranjish hi sahi...
Ranjish hi sahi, dil hi dukhaane ke liye aa

Aa, phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa

Pahle se, pahle se maraasim na sahi, phir bhi kabhi to
Pahle se maraasim na sahi, phir bhi kabhi to
Pahle se, pahle se, pahle se

Rasm-o-rah-e-duniya hi nibhaane ke liye aa
Ranjish hi sahi...
Rasm-o-rah-e-duniya hi nibhaane ke liye aa
Ranjish hi sahi, dil hi dukhaane ke liye aa
Ranjish hi sahi...
Kis-kisko, kis-kisko bataayeinge judaai ka sabab hum
Kis-kisko bataayeinge judaai ka sabab hum
Kis-kisko, kis-kisko, kis-kisko
Kis-kisko, kis-kisko, kis-kisko
Kis-kisko, kis-kisko
Kis-kisko bataayeinge judaai ka sabab hum
Kis-kisko bataayeinge judaai ka sabab hum
Kis-kisko bataayeinge judaai ka sabab hum
Tu mujh se khafa hai to zamaane ke liye aa
Ranjish hi sahi...
Tu mujh se khafa hai to zamaane ke liye aa
Ranjish hi sahi, dil hi dukhaane ke liye aa
Ranjish hi sahi...
Ab tak, ab tak dil-e-khush-faham ko hain tujh se ummeeden
Ab tak dil-e-khush-faham ko hain tujh se ummeeden
Ab tak, ab tak
Ab tak dil-e-khush-faham ko hain tujh se ummeeden
Ab tak dil-e-khush-faham ko hain tujh se ummeeden
Ye aakhiri sham'en bhi bujhaane ke liye aa
Ranjish hi sahi...
Ye aakhiri sham'en bhi bujhaane ke liye aa
Ranjish hi sahi, dil hi dukhaane ke liye aa
Ranjish hi sahi...
Ik umr se hoon lazzat-e-girya se bhi mahroom

Ai raahat-e-jaan, mujh ko rulaane ke liye aa