Kuchche Dhaage Ke Saath
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Kachche dhaage ke saath jise band liya jae

Vo bandhi kya chhute vahee pe jiye vahee mar jae

Jin pe chal naa paae zanjeeron kee joraa-jori

Unako khich ke le aaye kachi resham kee dori
Kisi ne sach hee kaha hai ke
Do hee baathon ke bich man kaa meet ban jae
Vo dushman jo bade-bado ke kabhi haath nahi aaye
Kachche dhaage ke saath jise band liya jae
Aisa bhee aathaa hai koyi ek pawan kaa jhonka

Gangaajal pe bhee ho jaataa hai madiraa kaa dhokhaa
Kisi ne sach hee kaha hai ke
Jhuthe vaade ke saath jise tod diya jae
Vo bandhan kya jude jude to jude gaanth pad jae
Kachche dhaage ke saath jise band liya jae
Man mandir mein teri murat jeevan teri puja

Mera tere dwaar bina preetam naahi ghar duja
Kisi ne sach hee kaha hai ke
Sachche naate ke saath jise prema kiya jae
Vo panchhi kya ode ude to ude laut kar aaye