Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kaya Palat
Nanku
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Mann na bharta hai
Na bharta hai
Khaali rahega vo shayad ye saari meri zindagi
Na bharta hai mann
Na bharta hai mann
Khaali rahega vo shayad ye saari meri zindagi
Kya hai?
Kya hai?
Jaanunga main shayad marte dum tak ye nahi
Besharam hon, jaanvar ya kayaro ke ku karam hon
Sab yahan ke layak
Teri jaan barse aaj sach
Baadalon si shaqsiyat, sambhaal kar saamaan rakhiyo
Dopahar ho, shaam ho ya raat honi phir seher oh
Chakravyuh ke nayak, teri jaan barse aaj sach
Baadalon si shaqsiyat, sambhaal kar saamaan rakhiyo
Kaya palat, kaya palat
De khud ki jhalak, de khud ki jhalak
Bas paap se bach, paap se bach
Yahan naash hi sach, naash hi sach
Kaya palat, de kaya palat
Le khud ki jhalak, Le khud ki jhalak
Bas paap se bach, paap se bach
Yahan naash hi sach
Kaya palat