Skip to content

Sahiba Unplugged

Aditya Rikhari, Unplg D
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Kaisi bhala, shab hogi vo, sang jo tere dhalti hai? Dil ko koi, khwahish nahi, teri kami khalti hai Araam na ab aankho ko, khwab bhi na badalti hai Dil ko koi, khwahish nahi, teri kami jaana khalti hai Sahiba, dil na kiraaye ka, thoda to sambhalo na Nazuk hai yeh, toot jaata hai Sahiba, neende-veende aaye na, raate kaati jaaye na Tera hi khayal din-rain aata- Sahiba, neende-veende aaye na, raate kaati jaaye na Tera hi khayal din-rain aata hai