Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Puche koi haal
danish roomi
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Sundanese ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ye rooh badan or kuch nishan
Hathoon mein rum ye sari sham
Thodi jagah hai roshni
Baki jagah siyah hi aam
Dil khol kay karay geebatein
Ki paar hein sari hadein
Mera naam jo na le sakay
Meray peechay wo kartay gilay
Pochay koi haal haal haal haal
To mein ye kahu
Teray baad mein jee bhi nahi sakun
Pochay koi haal haal haal haal
To mein ye kahu
Teray baad mein jee bhi nahi sakun
Pochay koi haal
ย
Totay dil sawaray raatoon kay haneray
Totay dil sawaray raatoon kay haneray
Meri jan ye tu jaan le jo na raha mein teray sath mein
Auron ne bhi na karna phir tera khayal behaal mein
Tera roop na koi aik hai
Jo chahay wo tu kar sakay
Parda tera sirf mujh say kyun
Jab sab se tu mil ayi hai
Pochay koi haal haal haal haal
To mein ye kahu
Teray baad mein jee bhi nahi sakun
Pochay koi haal haal haal haal
To mein ye kahu
Teray baad mein jee bhi nahi sakun
Puchay koi haal
Puchay koi haal
Puchay koi haal
ย