Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Haila Haila
Rajesh Roshan
Popularity · Moderate
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Haila
Haila
Haila-haila...
Haila-haila, hua-hua
Haila-haila, tune chhua
Haila-haila, main toh mar gayi re
Bekhudi mein kya yeh kar gayi re
Haila-haila, main toh mar gayi re
Bekhudi mein kya yeh kar gayi re
Haila-haila, hua-hua
Haila-haila, tune chhua
Haila-haila, jaan taras gayi re
Phir koi ghata baras gayi re
Haila-haila, jaan taras gayi re
Phir koi ghata baras gayi re
Chhoona tha ik bahana
Chhoo liya, chhoo liya, chhoo liya
Hey, pyaar tha yeh purana
Keh diya, keh diya, keh diya
Tum ko main maan gayi
Aaj pehchaan gayi
Tum ko main maan gayi
Aaj pehchaan gayi
Nikle tum to deewane
Meri chori (maine pakdi)
Gori baahein (kahe jakdi?)
Kaanpne laga hai yeh jiya
Haila-haila, hua-hua
Haila-haila, tune chhua
Haila-haila, main toh mar gayi re
Bekhudi mein kya yeh kar gayi re
Haila-haila, hua-hua
Haila-haila, tune chhua
Haila-haila, jaan taras gayi re
Phir koi ghata baras gayi re
Phir koi ghata baras gayi re
Rok kar dil ko dekha
Na ruka, na ruka, na ruka
Tune kuchh kar diya toh
Yeh jhuka, yeh jhuka, yeh jhuka
Jaane kya maine kiya
Tujhko jaane kya hua
Jaane kya maine kiya
Tujhko jaane kya hua
Hum lage muskurane
Chahe din ho (chahe raatein)
Yoon hi baithe (karein baatein)
Pyaar humne bas mein kar liya
Haila-haila, hua-hua
Haila-haila, tune chhua
Haila-haila, jaan taras gayi re
Phir koi ghata baras gayi re
Haila-haila, hua-hua
Haila-haila, tune chhua
Haila-haila, main toh mar gayi re
Bekhudi mein kya yeh kar gayi re
Phir koi ghata baras gayi re