Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aa Gayi Yaad Shaam Dhalte Hi
Ghulam Ali
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aa Gayi Yaad Shaam Dhalte Hi
Aa Gayi Yaad Shaam Dhalte Hi
Bujh Gaya Dil Charag Jalte Hi
Aa Gayi Yaad Shaam Dhalte Hi
Aa Gayi Yaad Shaam Dhalte Hi
Khul Gaye Shaher e Gham Ke Darwaze
Khul Gaye Shaher e Gham Ke Darwaze
Khul Gaye Shaher e Gham Ke Darwaze
Ik Zara Si Hawa Ke Chalte Hi
Ik Zara Si Hawa Ke Chalte Hi
Aa Gayi Yaad Shaam Dhalte Hi
Aa Gayi Yaad Shaam Dhalte Hi
Koun Tha Tu? Ki Phir Na Dekha Tujhe
Koun Tha Tu? Ki Phir Na Dekha Tujhe
Koun Tha Tu? Ki Phir Na Dekha Tujhe
Mitt Gaya Khwab Aankh Malte Hi
Mitt Gaya Khwab Aankh Malte Hi
Aa Gayi Yaad Shaam Dhalte Hi
Aa Gayi Yaad Shaam Dhalte Hi
Tu Bhi Jaise Badal Sa Jata Hai
Tu Bhi Jaise Badal Sa Jata Hai
Tu Bhi Jaise Badal Sa Jata Hai
Aks e Deewar Ke Badalte Hi
Aks e Deewar Ke Badalte Hi
Aa Gayi Yaad Shaam Dhalte Hi
Aa Gayi Yaad Shaam Dhalte Hi
Bujh Gaya Dil Charag Jalte Hi
Aa Gayi Yaad Shaam Dhalte Hi
Aa Gayi Yaad Shaam Dhalte Hi