Skip to content

Yeh Mana Meri Jan Mohabbat

Mohammed Rafi; Balbir
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

hai... tauba tauba yeh jawani yeh jawani ka guroor ishq ke saamne sar phir bhi jhukana hi pada kaisa kahte the na aayenge na aayenge magar dil ne is tarah pukara tumhe aana hi pada haan yeh mana meri jaan mohabat saza hai x2 maza isme itana magar kisliye hai x2 vo ek bekarari jo abtak idhar thi vo hi bekarari udhar kis liye hai -(abhi tak to idhar thi udhar kisliye hai kisliye hai haan kisliye hai) haan yeh mana meri jaan ... bahelna na jane badalna na jane tamanna machal ke sambhalna najane x2 ((bahelna na jane badalna na jane) tamanna machal ke sambhalna najane) x2 tamanna machal ke sambhalna najane Qarib aur aao kadam to badhao jhuka du na mein sar to sar kis liye x2 haan yeh mana meri jaan ... nazare bhi dekhe ishare bhi dekhe kai khoobsurat sahare bhi dekhe x2 (nazare bhi dekhe ishare bhi dekhe kai khoobsurat) sahare bhi dekhe naam kya chiz hai izzat kya hai sone chandi ki haqeeqat kya hai lakh bahalaye koi daulat se pyar ke samne daulat kya hai (nazare bhi dekhe ishare bhi dekhe) kai khoobsurat sahare bhi dekhe x2 jo maikhane jake mein sagar uthaun to phir yeh nashili nazar kisliye hai x2 haan yeh mana meri jaan ... tumhi ne savanraa tumhi ne sajaya mere sune dil ko tumhi ne basaaya x2 (tumhi ne savanraa tumhi ne sajaya mere sune dil ko tumhi ne basaaya) jis chaman se bhi tum guzar jao har kali par nikhar aajaye ruth jo to ruth jaye khuda aur jo has do to bahaar aa jaye (tumhi ne savanraa tumhi ne sajaya) mere sune dil ko tumhi ne basaya x2 tumhare qadam se hai ghar mein ujaala agar tum nahin to yeh ghar kis liye hai x2 haan yeh mana meri jaan ...