Skip to content

Barsaat

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Barsaat ke aangan mein Goonji hai ek sadi Dekhi hai kabhi Khulte hue shaam Dhalti hui roshni Yu hi rahe hum Jaise ab tak jiye Ye salvate In aankhon ki Dekhi hai jisne bechaini Bikhri hui raat Bante hue khwaab Apni is kahani ki (Aasman ki parchayi hai ye Ya badalta hua ye rang?) [Boondon mein dhalkar Ek dusre ke hum Ban jaye ek dariya Aasaman se gire hum...] (Dekha hai kabhi Aisa yeh saawan) [Jo hum se hi bankar Hum par hi barse] (Bheeg ke jaise Ghul se gaye) Saavan ye mausam Barsaat ki kahani Khoyi hai jisme khamoshi Bheegi huyi raat Sehmi si woh saans Un mulaqaton ki (Aasman ki parchayi hai ye Ya badalta hua ye rang?) [ Boondon mein dhalkar Ek dusre ke hum Ban jaye ek dariya Aasaman se gire hum...]