Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aai Baharon Ki Sham
Mohammed Rafi
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aayi bahaaron kee shaam
Aayi bahaaron kee shaam
Kya jaane phir kis ke naam
Thandi haea, bheegee fizaa
Laae hai phir kis ka salaam
Aayi bahaaron kee shaam
Kya jaane phir kis ke naam
Aayi bahaaron kee shaam
Sitaron ne bandha gagan par
Samaan jaise khilte gulon ka
Sunsaan sapanon bhari vaadiyon mein
Chaandanee se saje raaston ka
Ghata ne kiya intizaam
Kya jaane phir kis ke naam
Aayi bahaaron kee shaam
Main gaata hoon kis dilruba kee
Mohabbat kee rangin taraane?
Kaun aanae waalaa hai tanhaayiyon mein
Chupke-chupke ye dil mein naa jaane
Dhadkta hai kis ka payaam
Kya jaane phir kis ke naam
Thandi haea, bheegee fizaa
Laae hai phir kis ka salaam
Aayi bahaaron kee shaam
Kya jaane phir kis ke naam
Aayi bahaaron kee shaam