Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
So Exotic
Bandzo3rd
,
Seedhe Maut
,
K28
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Pyaar mein
Pyaar mein
Pyaar mein
Pyaar mein
Pyaar mein
Pyaar mein
Bandzo toh pagal hai
Aaj saari duniya ghuma doon main tere ko pal bhar mein
Jaadugar naam mein, jaadu main baj raha hoon ghar-ghar mein
Woh poore weekend jhoolti mere sar-war pe
Phir boli shaadi toh karni bas mere ko burger se
Rooth ke subaah woh shaam ko aagayi ladh-wadh ke
Resume dekh, hum aaj naa pehle burger the
Mere pe dabb zimmedaari naach rahi sar chadh ke
Kitne gawayein hain jo dilon mein ghar kar gaye
Delhi se dost log chillam ko aayele sar karnе
Hood mein paandu log aaye merе ko band karne
Bachi ka pehla sawaal, "Kya aaya gandh karne?"
Woh boli date to marry, mein aaya fun karne
Bandzo tu pagal hai, maloom hai tere ko sab karna hai
Waqt se kar raha hoon debate, kya mujhe kab karna hai
Haanpte hue halki awaaz mein boli, "Mann kar raha hai"
Mein poocha soorat-e-haal, woh boli band kamra hai
Mujhe FaceTime mein pooche, "Mein skirt pehnu ya jersey?"
Maange dheel woh bhi taad mein, kab chhodega charkhi?
Uske zehen mein main, aur koi ladka nahi, mein ne parkhi
Dikhe saamne se Kylie Jenner, peeche se Turkey
Baby, itna saara bojh uthaya jo, can you work it?
Main ne unreleased song bajaya, she started twerkin'
Mera gaana gaa rahi word to word, like she been lurkin'
Tere ko mere saath ghar basana hai? You must be perkin'
Aata hoon faarig hoke, dasti nikaalne tere demons
Meri drip beche Dolce Gabbana, mein jaara Neiman's
Mujhe zara hona aata nahi odd, naa usko even
Idhar jeevan saathi dhoondu, ya likhun, "You better be one"
Boli, "Phenkti hoon dil, better catch it like a receiver"
Sunti spaceship mein theth Punjabi ya Justin Bieber
Aisi khaal usko lagti nahi thand, naa hota fever
Son pari kheenche gold ka label, lohay ka lever
Bandzo ne bola toh betichodo ko bhoon dein
Padegi gaand pe laat, pohnchega moon pe
Padegi baap se daant, pohnchega school mein
Gayi inki jaan pehchaan jhaato pe jhoolne
Yeh bitch boys get destroyed
Kare band up, no Pink Floyd
Jaye cash up, I've been Floyd
DL91 meri lingo ek
And I've been quick, and I've been bad
Karun sail in jaise Sinbad
Hai bitch bad, I sit back
De royalty, do diss track
Peter Pan, chahe ho haath mein pen ya pencil
Bigger man, hoon main higher power ka vessel
Betadine kare in beta male'o ka pain kill
Bane plan, if it's a hassle, then it's cancelled
Tere mitte gang, abhi tak hota kyun inhe vehm still?
You been a fan, bohot dino se ginu kilay mein cash still
Yeh kitty cat hai litty with seedi ready to match shit
Hum beedi-weedi peeke bhi jeete the bina tension
Yeh seedhi seedi chade, naa geeli mitti pe standstill
Main beeti-veeti baaton pe kooda daalu, that's landfill
Ek teeli bhi nahi mili jab giri panne pe pencil
Yeh silly really sochein yeh SM se zyada mental
Maare wheelie Ravi Delhi mein peeke gali ka mad shit
Koi genie yaha pe thi nahi toh jeena tha zidd aur chance pe
Yeh eenie-meenie-miney nahi mainey rakhe, no wack shit
Yeh silly really thinking yeh SM se zyada mental
Aaj saari duniya ghuma doon main tere ko pal bhar mein
Jaadugar naam mein, jaadu main baj raha hoon ghar-ghar mein
Woh poore weekend jhoolti mere sar-war pe
Phir boli shaadi toh karni bas mere ko burger se
Rooth ke subaah woh shaam ko aagayi ladh-wadh ke
Resume dekh, hum aaj naa pehle burger the
Mere pe dabb zimmedaari naach rahi sar chadh ke
Kitne gawayein hain jo dilon mein ghar kar gaye
Pyaar mein
Pyaar mein
Pyaar mein
Pyaar mein
Pyaar mein
Pyaar mein