Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Restless
Faizals
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Saari umar main gham sahun
Tere bina main reh sakun
Aa bhi ja ho ja roobaro
Raatein sataati rehti yun
Mile sukoon jo mera hai tu
Tere bina kaise jiyun
Ab sataati hai hawaayein
Badle mausam tu na aaye
Bechaini hai kuch dawaayein
Khali kamra aur deewarein
Ek dafa nahi har dafa ye
Chahat meri ek saza hai
Tujh mein dhundi jo wafa hai
Galti nahi hai ek gunaah hai
Tu na jaane ishq kya hai
Ishq mein sab fanaa
Tu na jaane haal mera
Jaane mera khuda
Main na chahun toote dil se
Kar na koi dua
Door rehke hum na humse
Ho na jaaye juda
Saari umar main gham sahun
Tere bina main reh sakun
Aa bhi ja ho ja roobaro
Raatein sataati rehti yun
Mile sukoon jo mera hai tu
Tere bina kaise jiyun
Begarari ab musalsal
Ho sake na hum mukammal
Teri yaadein dil ye khandal
Ab mere andar ab samandar
Main tujhko bhulata jaana
Phir mushkil hai saansein aana
Tu mera main tera sirana
Adhura hai tera dewana
Thikana nahi mera koi ab
Main aam thoda chup hai main la
Tu lautega itna bata de
Ya raah hai bata de tere tak
Tu mujhko de thodi umeed hai
Lo daalein raaton ko neend hai
Hum jaage umar ye saari
Tere bina hum yaha kaise jeere
Do haathon ki mitti lakeere hai
Haan toote hai saare akeede hai
Be-raham saare tere tareeke hai
Ab kisko sunaun daleele main
Main khud se hi karta shikaayatein
Aur kaagaz pe teri rewaayatein
Chilaati hai meri khamoshiyaan
Jo chehre pe hundi na zaahir hai
Saari umar main gham sahun
Tere bina na reh sakun
Aa bhi ja ho ja roobaro
Raatein sataati rehti yun