Skip to content

Roll Karo

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Roll karo paper dhuen mein Uda do sare ghum Uda do sare ghum Roll karo, roll karo Roll karo, roll karo Marijuana ki hai trip Mujhe aa raha maza O main hun trip mein Meetha toh khila Sweet toh khila Mujhse mujhse Do seat wali gaadi mein ghuma Music ho loud aisi jagah tu ghuma Gaadi ko top gear mein tu bhaga Come roll kar paper gross pila Phir lala lala la. O bade baap ke beton Kab tak papa ka paisa khaoge Dusro ka gaana Kab tak khareed ke tum gaaoge Jo chhota dimag tum mein hain Uss chotu ko kab chalaoge News padwaoge phir bhi kuch na paoge Is raat bhi ghar tum Khali haath hilate jaoge Itihas gawa mehnati aadmi hi Revolution laatha hai Mic lakh ka ho chahe dhai sau ka Gaane wala gaata hai Koi toh aadi manav tha Jisne do pathron ko ghiskar dekha Baaki aadi manav oh ne Bas usko yeh sab karte dekha Toh baat saari itni si hai Banalo isko rule Mehnat karo play hard Don't be a lazy fool Abey roti roti roti Deta hai kaun kisko roti Is roti ke chakkar mein hogayi Duniya sari choti Rishtedaari khoti Dosti bhi jhuthi Jhuthi hi kyu na ho par Yeh roti sabko khaani hai Chaahe jhuthi baat hi kyu na ho Par duniya bhar mein failani hai Aadmi ki fitrat aur niyat Do cheezein hoti hain Niyat bhale hi badal jaaye Par fitrat change na hoti hai Toh fitrat ko sambhalo Chahe jitne bhi kutte paalo Chori kari huyi beaton pe Chahe jitna bhi bha bha gaalo Chahe jitna bhi bha bha gaalo Chahe jitne bhi kutte paalo Fitrat ko sambhalo Rol karo paper dhue mein Udaa do saare ghum Udaa do saare. Roll karo, roll karo Roll karo, roll karo Phir lala lala la. Roll karo paper dhuen mein Udaa do sare ghum