Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Jab Kabhi Tera Naam
Chitra Singh
,
Jagjit Singh
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Jab kabhi tera naam, tera naam
Tera naam, tera naam, tera naam
Jab kabhi tera naam lete hain
Jab kabhi tera naam lete hain
Dil se hum inteqaam lete hain (waah-waah, kya baat hai!)
Dil se hum inteqaam lete hain
Meri barbaadiyon ke afsaane
Meri barbaadiyon ke afsaane, afsaane, afsaane
Meri barbaadiyon ke afsaane
Mere yaaron ke naam lete hain (waah-waah, kya baat hai!)
Mere yaaron ke naam lete hain
Bas yahi ek juram hai apna
Ga-ma-da-ni-sa-ni-da-da-ma
Ga-ma-ga-sa-ni-da-ni-sa-ga-ma
Sa-ma-ga, sa-ga-sa, ni-ni-dha, ni-sa-ga-ma-ga
Ga-ma-dha-dha, dha-dha-ni-dha, ga-ma-ga
Bas yahi ek juram hai apna
Hum mohabbat se kaam lete hain (waah-waah, bohot khoob)
Har kadam par gire, gire, gire, gire, gire, gire
Har kadam par...
Ga-ma-ga, ni-sa-ni, pa-da-pa, ni-sa-re, ni-sa-ga
Har kadam par gire magar seekha
Kaise girton ko thaam lete hain (kya baat hai, bohot achhe)
Kaise girton ko thaam lete hain
Hum bhatak kar junoon ki raahon mein
Hum bhatak kar junoon ki raahon mein
Junoon ki raahon mein
Junoon ki raahon mein
Junoon ki raahon mein
Hum bhatak kar junoon ki raahon mein
Aqal se inteqaam lete hain (kya baat hai, bohot khoob)
Aqal se inteqaam lete hain
Jab kabhi tera naam lete hain
Dil se hum inteqaam lete hain