Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Cham Cham Kartaa
Ajay-Atul
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ho, cham-cham karta hai ye nasheela badan
Karna chaahe har koi mujhse milan
Haan, madh-bhare ye honth raseele, peene waale peekar jee le
Kehti hain ye aankhein sharaabi, "Karle apni raat gulaabi"
Betaabi hai, tan mein hai meethi chubhan (hoye, hoye, hoye)
Haaye, cham-cham karta hai ye nasheela badan (hoye, hoye, hoye, aaha)
Shola hu main, bijli bhi hu
Na khel yu aag se
Qaatil meri har ek ada
Kar dungi ghaayal tujhe
Raaton ki hai masti mere har ang-ang mein
Jismein dum ho aaye vo, le-le apne sang mein
Baanhon mein aa, dil ki bujhaade agan (hoye, hoye, hoye)
Haaye, cham-cham karta hai ye nasheela badan
Naazuk badan, hirani hu main
Aaungi na haath mein
Ras ki bhari, main rasbhari
Sab hain mere saath mein
Apne dil ke tufaan meri saanson mein bhar de
Teri main ho jaaun, yaara, mujhko deewaana kar de
Baanhon mein aa, dil ki bujhaade agan (hoye, hoye, hoye, aaha)
Cham-cham karta hai ye nasheela badan (hoye, hoye, hoye)
Ho, madh-bhare ye honth raseele, peene wale peekar jee le
Kehti hain ye aankhein sharaabi, "Karle apni raat gulaabi"
Betaabi hai, tan mein hai meethi chubhan (hoye, hoye, hoye)
Haaye, cham-cham karta hai ye nasheela badan