Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
sun saawariya
Accha Insaan, AtharvaMusic, Yaani Karnawat, Aditya Kumar, Atharva Sachin Yerapale
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Powered by X-Audio
Sun Sun Re Piya
Gum Hai Kaha Kaha Tu
Khaarij Ye Dil
Tune Kiya, Kiya Kyu
Khabar Nahi Teri
Na Aasra
Guroor Hai Tera Ya
Hai Khata Meri
Mujhe Bata De Zara
Mere Falak Ke Noor Nazare Bhi
Tere Kadmo Ke Dhool Se Pare Nahi
Mohlat Is Ishq Ka Karde Fanaa, Haa..
(Sun Saawariya)
Sun Sawariya Kaha Tu
Teri Reet Main Samajh Na Paaun
Teri Preet Ka Charkha Liye
Bas Ghoom-Ghoom-Ghoomta Hi Rahoon
Taare-Sitaaare Saare
Maange Hai Tera Pata
Aur Aadhe-Adhoore Vaade
Leke Chal Diye Ho Kaha
Mere Falak Ke Noor Nazare Bhi
Tere Kadmon Ke Dhool Se Pare Nahi
Mohlat Is Ishq Ka Kar De Fanaa, Haa
Sun Saawariya Kaha Tu
Teri Reet Main Samajh Na Paaun
Teri Preet Ka Charkha Liye
Bas Ghoom-Ghoom-Ghoom..
(Sun Saawariya)
Sun Sawariya Kaha Tu
Teri Reet Main Samajh Na Paaun
Teri Preet Ka Charkha Liye
Bas Ghoom-Ghoom-Ghoomta Hi Rahoon