Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Yeh Ladkaa Hai Diwaanaa
Jatin-Lalit
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ye kaisa ladka hai?
Ye kaisi ladki hai?
Iska main kya karoon?
Isse main kya kahoon?
Ye ladta hai (haan-haan), akadti hai (hey-hey)
Jhagadta hai, bigadti hai, deewaana hai, deewaani hai
But he's your best friend, yah
But she's your best friend, yah
Haay-haay re, haay, ye ladka, haay-haay re, haay (hey)
Karta naadaaniyaan kyun pucho toh, haay (yo)
Haay-haay re, haay, ye ladka, haay-haay re, haay (hey)
Karta naadaaniyaan kyun pucho toh, haay (yeah)
Kabhi ye hum se ladta hai
Kabhi jhagadta hai
Koyi paas iske na aana
Ye ladka hai deewaana, hai deewaana
(Deewaana, deewaana, deewaana)
Ye ladka hai deewaana, hai deewaana
(Deewaana, deewaana, deewaana)
Haay-haay re, haay, ye ladki, haay-haay re, haay (hey)
Karti naadaaniyaan kyun pucho toh, haay (yo)
Kabhi ye hum se ladti hai
Kabhi akadti hai
Karo door se chheddkhaani
Ye ladki hai deewaani, hai deewaani
(Deewaani, deewaani, deewaani)
Ye ladki hai deewaani, hai deewaani
(Deewaani, deewaani, deewaani)
Iski baatein (hey) ye hi jaane (hey)
Koyi bhi to jaane na
Aisi-waisi (hey) kaisi hai ye? (hey)
Koyi pehchane na
To bhaago, oh, yaaron
Kar na de shaitani
Ye ladki hai deewaani, hai deewaani
(Deewaani, deewaani, deewaani)
Ye ladka hai deewaana, hai deewaana
(Deewaana, deewaana, deewaana)
Aate-jaate (hey) chede hum ko (hey)
Ki maane na ye kehna
Dekho-dekho (hey) paagal hai ye (hey)
Haan, bachke zara rehna
Ye aisa hai phir bhi
Apna isko maana
Ye ladka hai deewaana, hai deewaana
(Deewaana, deewaana, deewaana)
Ho, ye ladki hai deewaani, hai deewaani
(Deewaani, deewaani, deewaani)
Haan, haay-haay re, haay, ye ladka, haay-haay re, haay (hey)
Karta naadaaniyaan kyun pucho toh, haay (yo)
Kabhi ye hum se ladti hai
Kabhi akadti hai
Karo door se chheddkhaani
Ye ladki hai deewaani, hai deewaani
(Deewaani, deewaani, deewaani)
Ye ladka hai deewaana, hai deewaana
(Deewaana, deewaana, deewaana)